Tuesday 9 August 2016

Blogger Blog Ke Titles Ko SEO Optimize Kaise Kare

Hi Bloggers, Jo bhi aaj ke time me blogging kar rahe hai or jo abhi-abhi blogging field me aye hai  sabho ko seo optimize karane ke tarike pataa hone chahiye. kyoki SEO means (Search Engine Optimization) nahi karoge toh aap apani site ya blog ko ranking me nahi laa paoge or yaha tak ki traffic increase bhi nahi hogi. aaj ka mera hindi me topic [kaise blogspot blog title ko seo optimize kiya jaye - How To SEO Optimize Your Blogger Blog Titles] hai. me aaj achi tarah guide karunga ki kaise seo optimize karanaa chahiye apne blogspot blog ke liye.
blog/website ko title sahi se dene ki jarurat kyo hai? kyoki search engines jaise google, yahoo, bing and duckduckgo etc... ye sabhi titles ke jariye se apki website show karaate hai. ye kaise kaam karataa hai? saare search engines ek jese hi kaam karate hai jaise ki apane search kiya ki "SEO TIPS FOR BLOGGER" toh search engines sabhi related titles ko collect karega fir result ke tor par result show karega ki ye iske related contents hai. title dena isliye bhi jaruri hai kyoki search engine ke robots titles dwaraa fetching karate hai.
Searching Title Seo Optimization Ranking
Yaad rakhe ki title ko kabhi galat nahi likhe jese ki apani website ka name pahale dikhana fir desh "-" lagaa ke content ka title dikhana ye seo friendly nahi hai. isko sudaranaa bahut jaruri hai. chaliye me ek or tarike se samajaata hu aap khud soche ki jab aap koi bhi chij search karate hai or aap result me dekhte hai main (Important) baat dekhte hai aap ye nahi dekhte hai ki website konsi hai aap ye dekhte hai ki iss website me wo content hai jo mene search kiya hai. agar hai toh aap wo website open karate ho wese sabhi log esaa hi sochate hai jo all time surfing karate hai.

 Blogger Me Arttribution Ko Kaise Remove Kare.

Bahut se log hai jo pareshan hai ki traffic aa nahi rahi hai or traffic hai wo bhi kum ho rahi hai or bhi bahut kuch... kyoki aaj sabhi blogger smart ho gaye hai seo optimize karane me, or yaha tak ki blogger ko chod kar wordpress me jaa rahe hai kyoki usme esse plugin tools aate ki apke website ko seo fully optimize kar dete hai or yaha tak ki aapne kaha galati ki hai wo bhi remember karaate hai. essi baat nahi hai ki blogger blog ranking me nahi aa skta bas apko pataa hona chahiye seo factor.

Google ka search engine aam tor par title tag ko 50-60 characters hi dikhata hai, agar aapne jyada hi likh diya hai toh wo "....." ke rup me dikhega or ho skta hai ki google apko ranking me niche kar de isliye aap kosis kare apna title jyada badaa na likhe. Chaliye me point par aata hu me btataa hu ki title ko kaise seo optimize kare. Follow Kare Niche Diye Gaye Steps Ko.

Blogspot Blog Title Seo Optimize:

  • Niche image di hai isme dekhe ki blog ka naam pahale aa raha hai. iska matalab hai ki title seo friendly nahi hai according to google.
  • Befare Add Title - It's Not SEO Friendly
  • abh mene niche image di hai wo fully title seo friendly hai. yaad rakhe ki jo content dala hai uska title pahale dikhna chahiye fir apane website/blog ka naam.
    Befare Add Title - It's SEO Friendly
  • chaliye abh apko karanaa kya hai ye btata hu.
  1. Pahale toh aap blogger.com ko kholiye. apane blog ke Dashboard me jaye. fir apko "Template" me jana hai or fir right-side "Edit HTML" Button dikhai dega us par click karanaa hai.
  2. Blogger Title SEO Friendly Tips - Edit HTML
  3. Fir, html ke box me CTRL+F key press kar ke. code ko find karanaa hai niche diya hai.
  4. <title><data:blog.pageTitle/></title>
    Blogger Title SEO Friendly Tips
  5. Title Tag ka code milane ke baad uski jagah par niche diya gya code lagaa ke "Save Template"  Button par click kar de. apka blog title seo friendly ho gya.
  6. <b:if cond='data:blog.pageType == "item"'>
    <title><data:blog.pageName/> | <data:blog.title/></title>
    <b:else/>
    <title><data:blog.pageTitle/></title> </b:if>
Hi Hope Apko Humara Ye Article Acha Lagaa Hoga, Humne Kosis Ki Hai Achi Jankari Dene Ki Agar Apko Swaal Puchna Hai Toh Comment Box Me Comment Kare Or Like, Share And Email Subscribe Karanaa Mat Bhule. Take Care. Enjoy !!!

2 comments:

  1. I have bookmarked your website because this site contains valuable information in it. I am really happy with articles quality and presentation. Thanks a lot for keeping great stuff. I am very much thankful for this site.
    RaBiitch OOO
    10 how to write a good Blog Post - Easily Scanned Tasty Reads
    2 How easy SEO optimization and quality
    20 + step how Make Site Is on page one of Google
    3 causes of banned AdSense Blog most often Occur - New!
    5 Stages to Get to the first page on Google with the Keyword Any [case study]
    5 basic instructions techniques build Backlinks for beginners - New!
    Tutorial Membuat Artikel SEO Friendly Berkualitas Untuk Pemula
    Tutorial Menulis Artikel Seo Friendly agar bisa muncul di halaman di page one Google
    Tutorials Adsense-Google AdSense Business Complete Tutorial For Beginners
    5 ways to improve your Website's Authority Domain
    A new way of Bringing Visitor 10,000 to millions of Blogs Per day
    An Effective SEO Strategy Google Indexed
    Google Adsense Secrets Blog Received
    How SEO Blog, This Can Make The Blog Make Money
    3 things that make me not Ever Deny Google Adsense
    Google Adsense Secrets Blog Received
    How To Cope With Your Adsense Account Which Is Linked To Another Account
    How To Make A Blog Site Quickly Received Adsense? Please Follow These Steps
    How to list the latest Google Adsense First and Reset the starting times in the List
    Put Ads Adsense In Blog Postings
    Tutorials Adsense-Google AdSense Business Complete Tutorial For Beginners
    https://www.rabiitch.ooo

    ReplyDelete
  2. thanks for sharing this article great work keep up the work
    https://www.cancrash.com/

    ReplyDelete