Tuesday 9 August 2016

Wordpress Par Post Kaise Banaye Hinde Me Janiye

Hi Friends, Aaj hum apko btainge ki wordpress par sahi tarah se post kiya kaise jata hai. jo log pahali baar wordpress ko suru kar rahe hai unke liye ye tutorial puri tarah madadgar rahega. apko simple or quick tutorial dunga jisse aap confidence paoge or apne wordpress blog par post karana suru kar doge.
Yakinan bahut asaan hai or bahut important bhi hai ki wordpress me create kaise karte hai post/page ko or content kaise likha jata hai. me btane jaa rahaa hu chaliye niche mene steps likhe hai aap dekhiye or apply kariye apne wordpress blog par.

How to Create a Post in WordPress:

  1. Start karne ke liye, apko pahale "WordPress dashboard" me jana hai or fir 'Posts' > "Add New" par click karna hai.
  2. Create-Post-a-WordPress-Post-1
  3. aap abh ek new page par aa jaoge apko ek tarah ka editor type like microsoft word or openoffice ki tarah page milega. important baat dyaan rakhe niche mene likha hai.
    • Post Title - Apko post title dena hai apne content ke anusar kyoki jab apka page create hoga toh apko top page par nazar ayega ki apne title kya dala hai or google title ke anusar fetch bhi karta hai.
    • Post Content - Vaastav me post content box me apko puri information likhani hai or yah text or media ke jariye se kiya jata hai.
    • Add New Post - Wordpress
  4. Ek bar aap article likh do matlab ki writing finished ho jaye fir aap ek bar righ-side "preview" button par click kar ke dekh le. agar apko sabh sahi lagta hai toh "Publish" button par click kar ke post kar de.
  5. Wordpress Par Post Kaise Banaye
  6. iske baad, aap ise apne website par pages ke rup me dekh sakte hai.
Aaj mene jo bataya hai wo newbies ke liye hai agar apko pasand aye toh like jarur kariyega, agar koi problem samne ati hai toh comment box me comment kariyega hum apke comment ka intajaar kar rahe hai. aap hume follow bhi kar sakte hai hai facebook, twitter, pinterest, gmail etc.

Take Care Enjoy!!!

No comments:

Post a Comment