Tuesday 9 August 2016

Wordpress Me Apne Blog Ko Design And Customize Look Me Kaise Banaye

Hey Guys, Aaj hum btayenge ki wordpress me apne blog ko new design or customize look kaise diya jata hai. Chaliye me point par ata hu, Wordpress me apne blog ko design and customize look me kaise banaye, or jisse aap or apke visitors ko clean or readable contents dikhe. ha ek or baat apko koi bhi programming sikhne ki jarurat nahi hai. net par already bahut saare design available hai premium or free theme jise apply kar ke apne blog ko acha look de sakte hai.
Internet par wordpress ke themes sabhi category contents ke mil jaate hai yaha tak ki saare wordpress theme bahut professional hote bhi hai, or apko redesign, rebuild or re-custom karane ki jarurat bhi nahi hogi. yah pahale se hi programmers dwara teyar kiya huwa hota hai or sabhi jagah se test bhi kiya hota hai like: Seo Optimize, Theme Responsive & Loading Fast Light Weight etc...

What is a WordPress Theme? - WordPress Theme Kya Hai:

What is a WordPress Theme?
Hum jante hai ki wordpress free software or content management ka saadan hai jisse hum apne site/blog ko banaa kar kaam me le sakte hai. asani se bnane or humare site par contents and managing ke alawaa hum wordpress me themes bhi lagaa sakte hai koi bhi themes ko lgaya jaa sakta hai dunia bhar ki designs internet par available hai. koi bhi themes ko laga ke apne website ko pretty, nice, mast and amazing banaya jaa sakta hai. bas ek achi si theme dund ke download kar or apne blog par apply karanaa hai or fir aap dekh sakte hai us theme ko apne blog me.

Choose The Right Theme For Your Site:

Mene pahale hi bataa diya hai ki internet par alag-alag types ki wordpress themes mil jayegi, bas apko ek perfect theme ko select karana hai jaise ki perfect color or design or responsive jo har devices or gadgets me ache se support kare. ho sakta hai perfect theme apko premium themes me mile or ye bhi ho sakta hai ki free themes me bhi mil jaye. baaki mera kahanaa hai ki aap premium theme hi use le kyoki jisne theme design ki hai wo 12 month tak apko support deta hai jaise theme me koi problem aye toh or kuch theme me add karana ho toh apki madad kar sakta hai free theme me essa koi support nahi milega.
 Choose The Right Theme For Your Site: Free And Premium

There Are Two Type Of Themes:

  1. Free Themes - WordPress
  2. Premium Themes - WordPress
1.) Free WordPress Themes
Free Wordpress Theme ek acha option hai jo first time blogging start kar rahe hai, kyoki premium theme me bahut jyada costs lag sakti hai. or me janta hu ki kayi log itne paise effort nahi kar pate theme par lagane ke liye. Free theme bahut jyada kaam me li jaati hai kyoki free theme install karane me koi rupee nahi lagate par iske bhi kuch advantages or disadvantages hai.

Advantages Of Free WordPress Themes:
  • Yah free hai, easy to install bhi hai.
  • Easily Wordpress ke Thousands free themes ko dund sakte hai.

Disadvantages Of Free WordPress Themes:
  • Free Themes aniya sito ke lacko logo dwara use me liya jata hai, isse apke website theme ki pahachan nahi ban payegi.
  • Yah limited users funationality hota hai like: Customization Options, supports etc...
  • Free theme ko pura control or copyright nahi kar sakte.
2.) Premium WordPress Themes
Premium WordPress Themes costly hoti hai, usually apko $20-$149 range me ek acha theme is range me mil sakta hai. Premium Theme ek professional theme hoti hai jo fully access or manage kiya jaa sakta hai. agar apka man hai premium theme kharidane ka toh pahale advantages and disadvantages pad le.

Advantages Of Premium WordPress Themes:
  • Premium Theme Looking me amazing, very best perfect hota hai na kewal or ye apni site ko improve karate hai or looks amazing turant hi dikhta hai. isse apni site ki value bhi increase hoti hai.
  • Premium WordPress thems ki badi baat yah hai ki aap apne hisab se customize kar sakte hai or dashboard areas ko easily control kar sakte hai. or apko allow ye bhi karta hai ki aap theme ko kai tarah se change kar sakte hai like: Color, Fonts, Navigation Menus, Advertisements etc... bas kuch click par hi.
  • Continuesly Support milta hai wordpress updates se. jaise ki wordpress ka new update aya ho aap chahate hai ki wordpress platform ko update kar du toh kar sakte ho premium theme ka owner apko iska pura support dega jisse aage apki koi bhi problems nahi ayegi.

Disadvantages Of Premium WordPress Themes:
  • Premium Wordpress theme bahut jyada costly hota hai.
  • Agare apne premium theme kharid li hai or usko customize kar rahe ho toh uska structure samajane me time lagta sakta hai. 
  • Agar apko theme me apna kuch structure ya coding add karwani hai toh ho sakta hai ki designer aapse extra dollar/rupee mang le.

Where You Find the Best Premium WordPress Themes:

Where You Find the Best Premium WordPress Themes
Hundreds alag-alag website hai jo apko service deti hai premium wordpress themes ko buying karane ki. par me jo btane jaa rahaa hu easy process hai jo aap asani se apni pasand ki theme chun ke buy kar sakte ho. Me akela nahi hu jo ( MyThemeShop ) website ko pasand karta hu bahut se Customers hai 361,333 jo pasand karte hai yaha se premium theme ko purchase karane me. kyoki is website me bahut fayda hai niche mene kuch feature likhe hai.
MyThemeShop - Wordpress Premium Themes

Features of MyThemeShop WordPress Products:

  • 24x7 Helpful Support.
  • Fully Responsive Designs.
  • Make Your Site Load Fast.
  • Narrated Video Tutorials.
Visit Kare >> MyThemeShop

I Hope apko ye article acha lagaa hoga or ye newbies ke liye bhi hai agar apko pasand aye toh like jarur kariyega, agar koi problem samne aati hai toh comment box me comment kariyega hum apke comment ka intajaar kar rahe hai. aap hume follow bhi kar sakte hai hai facebook, twitter, pinterest, gmail etc.

Take Care Enjoy!!!

1 comment:

  1. Awesome post thanks for sharing. You can likewise utilize WordPress to make a site for your business that will enable you to effectively distribute promoting materials on the Internet. You can likewise utilize WordPress to make an individual blog about yourself and utilize it to meet individuals that offer your preferences. Wordpress Wartungsvertrag information


    ReplyDelete