Tuesday 9 August 2016

iOS 10 ke 10 Sabse Ache Features Jo Ki Apko Nhi Pta Hoga

The 10 Coolest New iOS 10 Features You Didn't Know About in hindi
Hey Friends, me aaj apple ke fans ya apple ko use karne walo ko esse suwidao ke bare me btaunga jo apko pasand ayega or apke liye help full hoga mera ye topic (iOS 10 ke 10 Sabse Ache Features Jo Ki Apko Nhi Pta Hoga, ache features kya hai - The 10 Coolest New iOS 10 Features You Didn't Know About) ke bare me hai. hamne sabhi nye features ko khoja hai par isme hamari kadi mahnet lagi hai.
           New feature ko add karte rahenge jisse secrete features apko pta rhe or uss feature ka benefits pa sako. jo ki apka time or money dono hi bacha skta hai yha tak ki phone ki performance bhi badaa skta hai. apko iOS 10 se acha experience mil skta. point par ata hu, hamne niche list banaai hai or hoga toh hum iss list ko update karenge.

New iOS 10 Features:

  • You Can Adjust Flashlight Brightness: yadi apke pass 3D Touch device hai, aap control center se apni Flashlight intensity ko adjust kar skte hai. open kare Control Center ko or long time tak press kare Flashlight icon ko apke pass 3 Brightness options ayenge like: (Low, Medium or High Intensity) apple is suwida ko available karaa skte hai bina 3D Touch device me, par kahaa nahi jaa skta ki ye suwida uplabd krayi jayegi.
  • You Can Adjust Flashlight Brightness
  • You Can Open Unlimited Safari Tabs: aap iOS 9 me safari browser me kewal 36 tabs ek samay me khol skte ho. lekin iOS 10 me tabs ki sima unlimited kar di hai. ab aap chaho jitne tabs ko open kar skte ho. me sure nhi hu par me btana chahta hu ki 700 tabs hum ek samay me open kar skte hai. lekin ab aap yaha pta lgaye ki ek samay me kitne tabs khole jaa skte hai.
  • You Can Open Unlimited Safari Tabs

    Opera Me Hidden VPN Enable Kese Kare or Unlimited Kese Use Kare 

  • You Can Adjust Video Quality on WiFi: Video settings me ek new option hai, ki aap apne video ka level set kar skte hai. aap "Best Available" And "Good" ke bich chunn skte hai. jese ki lower-quality playback choose karne se apke Wi-Fi data kum lagega or data ki bachat hogi.
  • You Can Adjust Video Quality on WiFi

    Youtube Se Video Songs Ko MP3 Me Kese Download Kare 

  • There's a New 'Shared Notes' Feature: aap abh aniya logo ko jod sako ge apne notes ko share kar skoge ek wyakti read, edit or add kar skega. or waha diye gaye "shared notes" button par click kar or friends ya dosto ko notes share kra jaa skta hai ye apko righ-side corner button dikh jayega. aap bhi apne note ek iCloud link se share karne ke liye yogya ho skte ho, jisse social networking ke dwara apne friends ko link share kar skte ho apne screen par "Add People" likha hoga jisme ye option ayenge like: Twitter, Gmail, iMessage And More... kisi se bhi share kare.
  • There's a New 'Shared Notes' Feature
  • Music Can Automatically Delete Songs You Don't Listen To: apne iPhone me music ka collection bahut sare hai, or bahut se songs hote hai jo kabi sonnte hi nhi hai to apko ab iOs 10 "optimize" your storage ki help se uss jagah ko free kiya jaa skta hai. Go to Settings -> Music -> Optimize Storage to enable the feature.
  • Music Can Automatically Delete Songs You Don't Listen To
  • You Can Send GIFs Directly in Messages: aap iOS 10 me GIFs jese images ko Directly Message aap ke jariye se send kar skte hai.
  • You Can Send GIFs Directly in Messages
  • iOS 10 Has a New Font: iOS 10 ke new version me default font ko thoda badla gaya hai, abh yaha thoda bolder hai, jo ki padne me thoda asan bnata hai, chote screen iPhones me hona chahiye.
  • iOS 10 Has a New Font

    Windows 10 Me Fonts & icons Ki Size (small/large) Kese Set Kare. 

  • There's Easier Navigation to Siri Settings: yaha abh bahut saral ho gya hai apne device me siri system ko dundna. iOS 10 me ye includes kar diya hai dedicated siri panel main settings page me.
  • There's Easier Navigation to Siri Settings
  • You Can Remove Stock Apps: bahut se logo ko home screen par jyada app ya kaam na ane wali aap rakhna pasand nhi hai iOS 10 me ye suwida dali gayi hai ki abh hum remove stock app kar skte hai apne home screen se, par ye fir bhi apne phone me store rahata hai.
  • You Can Remove Stock Apps
  • Quick HomeKit SettingsFlashlight and Timer ki tarah, aap bhi new home aap ke madyam se control center ke liye settings ko open karne me yogya ho jaoge.
  • Quick HomeKit Settings
I Hope Mene Sab Sahi Se Explain Kiya Hai. Apko Achi Tarah Se Samaj Me Aa Gya Hoga. Or Agar Nhi Aya Ho Toh Niche Comment Box Hai Aap Comment Kar Ke Swaal Puch Skte Hai. Or Agar Hamara Ye Article Pasand Aya Ho Toh Comment Karna Na Bhulna. Kyoki Har Comment Hamare Liye Bahut Important Hai. Or Ha Ek Baat Or is Article Ko Share Karna Na Bhule. 

No comments:

Post a Comment