Tuesday 9 August 2016

Blogger Me Attribution (Powered By Blogger) Ko Remove Kaise Kare

Powered By Blogger Attribution Kaise Remove Kare
Hi blogger friends, ye apke liye article hai. sabh jante hai ki blogger easy or simple blogging karane ke liye bahut acha hai agar nahi pta toh me bataa deta hu ki blogger.com bilkul free hai or aap chaho toh blogger platform par apna new blog banaa skte ho or sath-sath ye unlimited or lifetime ke liye free service deta hai or ye google ka hi ek product hai jo users ko apani hobbies, interest or business ko badawaa dene ke liye free service provide karwata hai. aaj ka humara article [Blogger Me Attribution (Powered By Blogger) Ko Remove Kaise Kare - How To Remove Blogger Attribution (Powered By Google)] is bare me hai. apne blog ko professional banane ke liye apko google ka footer me credit link hataani hogi.
Powered By Google - Attribution blog me layout ke page me "attribution gadget" se remove hota nahi hai. agar aap try kar rahe ho "edit" kar ke toh apke paas sirf "Save" Button or "Cancel" Button jese hi ayenge. mene niche image di hai kuch is tarah ka ata hai.
Configure Attribution - Blogger
Par me aapko ek saadan btaunga jisse apkaa smaadaan ho jayega. ek or baat ki blogger blog ka normal Template ho ya apane kahi se download kar ke lagaayaa ho isse koi matalab nahi kyoki attribution tag badalega nahi koi bhi theme ho ya koi bhi normal theme ho attribution sabhi me same hi hota hai. or attribution normal themes me footer me miltaa hai, yadi apne custom theme/template lgaya hai toh apko right/left sidebar me mil skta hai. chaliye me btata hu karanaa kya hai jisse attribution widget remove ho jaye mere steps ko follow kariye niche diye gaye guidance ko.

Google Adsense Pin Code Ko Verify Kaise Kare 

Powered By Blogger Ko Kaise Remove Kare?

Simple Template. Powered By Blogger
Dekhiye mene image me remark kiya hai niche wala part footer tag me hota hai. aap kyo usko hataana chahate hai ho? kyoki har koi pakad ya pahachaan leta hai ki ye free blogger platform hai, agar apne custom domain kar liya ho jese ki like:(.com, .net, .org, co.in, .co etc...) toh apko attribute tag ko delete karanaa bahut jaruri hai. niche diye gaye steps follow kare apka kaam ho jayega.
  1. Pahale apna blogger blog open kare fir apko "Template" par click karanaa hai iske baad "Edit HTML"button dikhega us par click kare.
  2. Blogger Template To Go Edit HTML
  3. fir apko html wale box me ek click kar ke "CTRL + F" keyboard button press karanaa hai. iske baad search box me "attribution" likh kar enter marna hai. or apko attribution ke tags highlights honge jaha pela pela<b:widget id='Attribution1' locked='true' title='' type='Attribution' visible='true'> ko band karna hai matlab left-side me apko number ki list dikhegi bas ussi sidh me jake uss number par click kare wo arttribution band ho jayega.
    <b:widget id='Attribution1' locked='true' title='' type='Attribution' visible='true'>
    band hone pe apko right-arrow dikhega usse select kar ke delete kar dijiye.
  4. Attribution1 remove it
  5. Remove karne ke baad apko "Save Template" par click karna hai save hone ke baad apke blog ya website me abh se attribution powered by blogger nahi likha jayega.
I Hope Apko Acha Lagaa Hoga or me janta hu ki bahut se bloggers hai jo ye bataa chuke hai me is article ko post bahut late kiya hai par me chahataa tha ki blogger ka collection bnau jisse newbies blogger ko help mil sake or puri tarah se samaj sake blogging ko aade raste se na quite kar de, muje pataa hai ki bahut se log yahaa tak mere friends ne bhi haar maan li hai ki ye humare bas ka nahi hai. bas mera ye kahanaa hai ki parishram karte raho karo safaltaa apko jarur milegi. agar apko humara post acha lagaa ho toh please like, share or comment karte rahe. enjoy!!!

3 comments:

  1. Excellent Post...I must thank you for this informative news....This is my first time go to see at here and i am really pleasant to read
    all at one place. Housekeeping services companies list, professional housekeeping services in Mumbai, Affordable, Best housekeeping services in Mumbai @ housekeeping services in Mumbai
    http://www.housekeepingmumbai.in/

    ReplyDelete
  2. Thanks for sharing an information about Corporate and I Must Say it’s really helpful for us

    ReplyDelete
  3. I agree so much. we should all be reinforcing positive feedback within the comment sections. So many good points to take into consideration.
    When people have good things to say about my web site it really makes positive impact.

    Private label gummy

    ReplyDelete