Tuesday 9 August 2016

Chrome Ke Extension Ko Download Kaise Kare Bina Install Kare

Chrome Ke Extension Ko Download Kaise Kare Bina Install Kare
Hi Friends, Aaj me solid information dene wala hu apko pasand ayega. humara aaj ka topic [Chrome Ke Extension Ko Download Kaise Kare Bina Install Kare - Download An Chrome Extension (.crx) File Without Installing It] ke baare me hai. me thoda extension ke baare me btaunga kyoki lagaate hai? or kya faida hai? Google Chrome apke liye extensions ke bahut saare features or functionality daali hai, or aap in extensions ko add kar skte hai apne chrome web browser me. or extensions aap chrome web store se extension ko install kar skte hai or agar apko extension pasand nhi aye toh aap uninstall bhi kar skte hai.
Extension Ko Manage Bhi Kar Skte Hai Like: 
"Show/Hide Extension""Turn on/Turn Off Extension""Repair a corrupted extension""Use The Same Extension On Any Computer" etc...

Google Chrome Me Downloading File Ki Location Kaise Change Kare

Extensions Mozilla Firefox, Opera or Chrome me lagaa skte hai par sabhi me alag-alag format hota hai chrome me extension ka format (.crx) hota hai. me apko aaj chrome exentsion kaise download kare ye btane wala hu. me jantaa hu ki bahut log pareshan ho rahe hai ki kaise extension ko download kare bina install kiye. or me aaj iska solution dene wala hu jo ki apko pasand ayega. yaad yahe ki apko extension choose karanaa hai or us url link ko copy karanaa hai or ek me website ke baare me btaunga jo us url ko direct download me convert kar dega. chaliye me btata hu mere saare steps ko follow kare:

What is Chrome-Extension-Downloader doing?

  1. Dyan rahe jo extension ka url daal rahe ho wo check kar le valid hai ki nahi (Chrome Web Store) se dekh le.
  2. fir apko url copy kar ke (chrome-extension-downloader) is website jaa ke paste karna hai.
  3. download extension karna hai ye website apko direct download ki suwidhaa dega.
  4. jisse aap baad me bhi offline me install kar skte hai.
Chaliye me apko step by step btata hu images ke sath ki apko kaha se or kaise karna hai download. niche mene full guide kiya hai dekhe.

How To Easily Download Chrome Extensions:

  • Get Extensions: Pahale apko [chrome://extensions] url box me likhna hai fir enter karanaa hai. firscroll-down kar ke niche "Get more extensions" likha hoga us par click kare.
  • chrome://extensions
  • Chrome Web Store: Page khulne ke baad apko apna extensions select karna hai nahi toh aap search bhi kar skte hai, or us url ko copy karanaa hai. (me example de rahaa hu image me dekhe)
  • Chrome Extension Downloader: copy karane ke baad (Extension Downloader) is website me jana hai uthar apko likha milega "Insert the web store url of the extension or just the extension ID:" niche box me paste kar dena hai fir "Download Extension" button par click karana hai.
  • Chrome Extension URL PUT THEN Download
  • Jab Download Extension par click karoge toh wo puchega ki download karanaa hai ya nhi matalab ki apko agar download karanaa hai toh "Keep" Button Par Click Kare.
  • Chrome Extension Keep Download
  • download hone ke baad aap kisi bhi computer me offline install kar skte hai drag kar ke.
  • CHrome Extension Downloaded
I Hope Ki Ye Humara Post Apko Acha Lagaa Hoga Usse Jude Koi Swaal Puchanaa Hai Toh Apnaa Swaal Likhe Comment Box Me. Or Humare Post Ko Like Or Share Karte Rahe Or Aap Hume Follow Bhi Kar Skte Hai Jisse Aap Vanchit Na Rahe Humare Post Se

No comments:

Post a Comment